In ankhoun main bikharnay walay
Ab key wo pocheygi to kehdonga
meri yadon mein batakney waley
meri umeedon mein khatakney waley
meri ankhon ko dekh
in ankhon mein bikharney waley
meri saanson mein nikharney waley
meri raaton ko dekh
in raaton mein chamakney waley
merey haathon mein dhamakney waley
merey alfaz ko dekh
in alfaz mein jhalakney waley
merey andaz mein khanakney waley
merey jaam ko dekh
is jaam mein chalakney waley
merey seeney mein sulagney waley
mujhey tum sey mohabbat hey …
Did you enjoy this post? Why not leave a comment below and continue the conversation, or subscribe to my feed and get articles like this delivered automatically to your feed reader.
Top Sms Categories: Sexy Sms, Funny Sms, Urdu Sms, Hindi Sms, Good Night Sms, Good Morning Sms, Faraz Sms, Love sms, Karo sms



