Flood Your Life With Happiness
May ALLAH This Occasion Flood Your Life With Happiness, Ur Heart With Love,Ur Soul With Spirtual, Ur Mind With Wisdom, Wishing U A Very Happy Eid Mubarik
Begum ka eid suit
Agar Magrib tak ROIT E HILAL committee k chairman Mufti Munib Ur Rehman ki Begum ka Eid Suit ready hogaya to INSHALLAH wednesday ko Eid hogi warna thursday ko!
Duplicate Eid Wishers
Beware of other duplicate Eid wishers I am the only authorised ISO 2008 certified dealer in Eid wishes I wish u an original SWEET EID MUBARAK iN ADVANCE
Habib Oil – faraz sms
Aaj usne Habib Oil mein aftari bana daali Faraz . . . . jo kehti thi har cheez Mezan mein achi lagti hai…
Alvida Mah e Ramazan
Khalqat e Khuda aaj ronay ko hai Mah e Ramazan b juda honay ko hai Socho zara kya paya hum ne kya apne Rab ko manaya hum ne ? Kya jane kabhi naseeb yeh Mah ho na ho Rab ki Rehmat ka kya Haq paya hum ne ? ALVIDA MAH E RAMAZAN
Agar aap chahte ho
Agar aap chahte ho k is dafa 29 Rozay hon aur Eid jaldi ho jaye to apne hath uthayen aur ALLAH se mere nazar aane ki Dua karen
Eid Ke Mubarakh
Is Eid ke Mubarak maukey par, Poori ho aapki sabhi duayen, Dil sey yeh dua hai gam na aapko kabhi sataaye, Allah bless u on this Eid!
Bijli Chali Gai
Aik Angraiz Pakistan aya urdu seekhnay, kuch arsay baad woh wapis gaya, logoun nay kaha kia seekha? Angraiz bolo: Bijli chali gai, Bijli aa gai



