Archive for April, 2009

salo saal se ek DIL

Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur’s own DEAR.

dekha ho gaya na

Plz don’t read this Nahi to ho jayega Kya? Arre wahi jis se hum darte hai ? ? ? wahi jo is umar me aksar ho jata hai ? ? ? dekha ho gaya na ? ? TIME WASTE!!

yu toh hum sabhi ko ULLU banate hai

Is kadar hum aapko chahte hai ki duniya wale dekh ke jal jate hai,  yu toh hum sabhi ko ULLU banate hai, lekin aap thoda JALDI ban jate hai…

Aage peechey dono taraf karo

Legs utha ke karo. Tange feala ke karo. Ghuma ghuma ke karo. Aage peechey dono taraf karo. Jitna karoge utna halka mehsoos hoga. *O bhai  yoga ki baat ho rahi hai.

chalo ab ap

Bas!! Mujhse aur nahi hoga… Main hi karun to ap kab karoge?? Maine apko kiya na!!! Chalo ab ap karo… Karo na… I’m excited…. Karo na… SMS

mill gia

mil gia, oay mil gia mil gia oay oay mil gia mil gia , oay mil gia April main mara SMS prny wala ik or bewaqof mil gia, HELLO FOOL

logon ko uloo banane ka tarika

1st APRIL ko logon ko uloo banane ke 7 tarike: . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . ye tha pehla tarika baki kal. April Fool Sms

Ek accident ho gaya hai

Plz call me, its urgent. Ek accident ho gaya hai. . . . . . Aap ka hi blood group chahiye, Plz mana mat karna . . Warna . . GADHA mar jayega