Michael Jackson Ki rooh
Michael Jackson ki Rooh k Eesaal-e-Sawaab k liye Please aap… 2 Thumkay maar kar ye Msg fwd kar den.
Dhoondthi hain ankhain
Meri aankhen abhi tak usko dhoondhti hain Faraz…. Jisne JUMMAY ki Namaz main, Meri chappal uthai thi.
Hans mukh log
Jo Hameshan Hansta rehta Hai Us Ko “HANS MUKH” Kehtay Hain. Aur Jis Ka Hansna Bilkul Band Ho Gaya Ho Us Ko “HUSBAND” Kehtay Hain..
Insaan kee sub say ziada muafi
Insaan sub se ziyada Muafi kis k Samney mangta hai? Guess Guess! Bihkari k Samney ” Maaf karo Baba”
Don’t disgrace your figure
1 Murghi Super Market gai Aur kaha: 1 Anda dena. Salesman: Tum anday ka kya karogi? Murghi: Mere Murghay ne kaha hai Darling! 5 Rupay k Liye Tum Apna Figure Kharab Mat karo.
Golden words Tu Lag Ja
* Golden words * “Tu lang ja sadi kher ay” “Zid na kar GUJJAR aap bara ziddi ay” “Pass kar ya bardasht kar” “Sawari labbay na labbay speed ek so nabbay” “Jisne maa ko staya usne raksha chalaya” “Chal pagli sajan k dais” “Lag gai te rozi na lagi te roza” From: Riksha book
A boy went to meet his GF
A boy went to meet his GF. When he came back home, mom asked “Kahan gaye the?” Boy – “Marium se milne.” Mom – “Kisliye??” Boy – “Haan, mom bohot kiss liye. More Funny Adult Sms
Maa Humari
Aik hasti hy jo jan hy meri, Jo aan se b barh kr Maan hy meri, Khuda hukam de to krdon sajda use, Q k wo koi or nhi “MAA” hy meri..



