Archive for August, 2009

Kaan laga kay

(‘.’ ) ( ‘.’) (‘.’ ) ( ‘.’) (‘.’ ) ( ‘.’) (‘.’ ) ( ‘.’) Jitna Marzi Kaan Laga K Sun Lo. Maghrib Ki Aazan Main Abhi Bohat Time Hai.

Yeh Gareen Insaan

O Ghareeb Insaan O Kanjoos Insaan O Pathar Dil Insaan O Khud Gharz Insaan O Matlabi Insaan O Bewafa Insaan ? Is SMS Main Maine Aapko Insaan Kaha Aapko Bura To Nahi Laga?

Aj kee larki kay nakhray

Larki K Nakhry 1 Call Me Aisi Larki Nai Hun 2 Call Sirf Msg Krongi Bat Nai 3 Call Sirf Rat Ko Bat Ho Skti Hai 4 Call 1 Baar He Milongi 5 Call Sirf KISS Kar Sakty Ho.

Putting us in fire of love

After Putting us in fire of Love and you are Sweetly Sleeping! Nai samajh aaya na? Ye lo Punjabi Main Suno. . . . . Aggan la k Sanu Ishq Diyan! Tay aap Mithee neend sonday.

Larki ka husan dekh kar

Larki: Hamara husn dekh kr ye log machaltay hain. Ye larkay hamay dekh kr keechar me q phisaltay hain? Larka: Ye maana k Larkay tumhe dekh kr Phisaltay hain. Magar ye bhi sach ha! k tumharay saal bhar k kharchay hum he say chaltay hain.

What is the meaning of faraz

Faraz ka matalab kia? . . Roti rakh tay bhen lay aaa..

Umer kee bhen

Mery Ghamon ki Dastaan Faraz, dil me chupaa k rakhna . . . . . Umer kee bhen sajna Ali kee bhen Kalpana

Mun kay ball giri

“Wo Mun k ball Giri or Bayhosh ho gai Faraz…. Jo kehti Thi: Main udhi udhi Janvan Hawa day naal.