Archive for September, 2009

Celebrated by power cut

In USA Every Year Edison’s Birthday Is Celebrated By Power Cut For 2 Mins. But Here Due To Over Respect, We Celebrate It Daily For 3-4 Hours!

Baap ko gali dee

Santa:Aaj kisine mere BAAP ko gaali di. Patni:Fir? Santa:Maine bhi uske baap ko gaali di. Patni:Lekin wo kaun tha? Santa:Mera BETA..

3 more days to pay rent

Makan Malik-Mai tumko kiraya dene k liye aur 3 din ki mohlat deta hu Std-Theek hai ji, Main Diwali Holi Or Chrismas ke 3 din select karta Hun

2010 ka bacha teacher say

2010. 1 class ka bacha apni Miss se kehta hai. Mai aap ko kaisa lagta hoon? Miss: So sweet! Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun. Miss: Wo kyon? Bacha: Ta’kay wo hamari baat agay chalayen, Miss: Ye kya bakwaas hai! Bacha: . Tution parhne k liye.. Funny sms

Itna usay parha ke yaad ho gaya

Sheher-E-Khayal-O-Khuwab Mein Abad Ho Gaya, Itna Usay Parha Ke Mujhay Yaad Ho Gaya,, Main Aaj Tak Hoon Jis Ke Fareeb-O-Hisar Main, Wo Aur Hi Kisi Ka Mere Bad Ho Gaya,, Aandhi Hawa Ka Saath Nibhanay Ke Shok Mein, Koi Tabah Hua’ Koi Barbad Ho Gaya,, Apni To Sari Umr Aseeri Mein Kat Gayi, Jis Ne [...]

Pathan in 7th class

Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa . Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain? Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai.. Pathan Messages Post sms to karo

Larki app ko kiss karay

Funny Sms AgAr aap kisi Larki ko kahain I LOVE YOU aur Larki aap ko kiss kar ke apna mobile numbr Day dy to . . aap Iss ko kya kahain gay Zahir he . . KHUWAB..

Kisi naik orat ko janchana

Agr tm kisi naik orat ko janchna chate ho K.. . Wo naik serat hai ya nehi, To… . Srf itna pta kro k Wo… . Star plus tou nahi dekhti. Post Funny Sms to karo sms