Hindi Sms / Poetry
Hindi Sms, Hindi Messages, Poetry & Short Sms. Short Hindi sms and poetry free sms collection of Hindi sms. No.1 Indian Sms Site for Sms.
Chup rahay woh peyar
Bole jo wo dosti, chup rahe wo pyar, hashay jo wo dosti, rulay wo pyar, milay jo wo dosti, juda kare wo pyar. Phir bhi log chor ke dosti kyon karte hai pyar!
Sochnay say takeel ho tu
Takleef kabi jo ho muje sochne se tume Dost Lamha b na lagana muje Bhool jana tum
Halat kay trazu main
Meri Chahat Ko Mere Halaat K Trazu Mein Kabi Mat Tolna, “wasi” Main Ne Wo Zakhm B Khaye Hain Jo Qismat Mein Nahi Thy..
Sunday kay baad monday ayga
2009 K BAAD 2010 AYEGA, Snday k baad Mnday Ayega, Puray mahinay lìght nhi bill phr b Ayega, Hum to Apse sirf itna hi kahenge, K “AESA KAROGE TO KON AAYEGA”
Teri Raah main
Gham-e-Zindagi Teri Raah Mein, Shab-e-Aarzoo Teri Chaah Mein. Jo Ujarr Gaya Woh Basa Nahi, Jo Bichar Gaya Woh Mila Nahi. Jo Dil-o-Nazar Ka Saroor Tha, Mere Paas Reh K Bhi Door Tha.
Hawa kay sath
Urnay lagay wajood kay raizay hawa kay saath, Itna khaloos say kabhi main bikhra nahi tha, Doob gaya suraj kay saath mera dil bhi ajj, Itna udaas sham ka manzar kabhi na tha! More Hindi Sad sms
Falak tak chal 7 meray
Wo janti b ha meri ammi mujhe zyada dor nai janay detee’ Faraz Phir b wo kehti ha ‘falak tak chal 7 meray falak tak chal 7 chal.
Chalay jana
Zara thehro….! Chalay jana….! Mujhe kuch tum se kehna hai, Bohat waqt nahi laina, Mukhtasir c baat karni hai, Na dukh apny suna-ny hain,



