Love Sms / Text Messages

Love Sms, Hindi Urdu Love Messages Jokes & Free Poetry, funny Kiss SMS, Love SMS / text messages. Send Lovely Jokes and short sms to you love one.

Kon bhoolta hai mohabat

Ho chuka ab kisi ka wo, Kabhi meri ZiNDAGi tha wo, Kon bhuLta hay MOHABBAT, Meri sari khushi tha wo, PhooLon ki tarha muskurata tha, Mere honton Ki hansi tha wo Baad barson dekha tha usay Aaj b utna he haseen tha wo ZindaGi jis k naam kardi Afsos LooG khtay hn ajnabi tha wo…

Na Tum Say Miltay Na Aisay Hotay

Tarap Rahi Hai Her Aik Tmanna. Na Tum Say Miltay Na Aisay Hotay. Bujhi Bujhi Si Hai Dil Ki Dunya. Na Tum Say Miltay Na Aisay Hotay. Hum Aisi Mehfil May Kaisay Jayein.

Hasad karti hai dunia

Aa kay ley ja meri aankh ka pani mujhse, Kyun hasad karti hy darya ki rawani mujhse, Gosht nakhun se alag kar k dikhaya may ne, Usne pochey they judai k maAni mujhse,

Tenhai main faryad

Tenhai me Faryad tou kar skta h0n, Weeranay ko abad tou kr skta h0n, Jab Chah0n tumhe mil nahy skta Lakin, Jab Chah0n Tumhe YAD Tou kar Sakta h0n…

Dill say na tum juda karna

Meri mahabaton se tum wafa karna. Mujhy dil se na tum juda karna. Meri har sans mein bus jao tum. Khushbo ban kar tum mila karna.. Bhula don tere pyar men duniya.. Phr tum b apne pyar ki inteha karna.. Zindagi ki har khushi ka tu sahara hai.. Tumko mumkin nahi dil se juda krna.

Zindagi chahat ka silsala hai

:”/Zindagi chahat ka silsila hai, :”/koi mil jata hai to koi bichar jata hai, :”/Jise mangte hain ham apni Duaön me, :”/Wo kisi ko bina maange hi mil jata hai.

Na janay kon see baat akhri ho jaiy

Na jane kon si baat aakhri ho jaye, Na jane kon si raat aakhri ho jaye, Haal chaal pochhte raha karo humse, Najane kon si saans aakhri ho jaye.

Suna hai yaad kartay ho

Suna hay yaad karty ho! K jb b shaam dhalti hay Hijar mai jaan jalti hay Tm apni raat ka aksar sukoon barbaad krty ho