Messages, Urdu Sms, Free sms, Karo sms, collection of messages and much more
Abhi jaan baki hai
Ek Sitam Aur Meri Jaan, Abhi Jaan Baqi Hy, Dil Mein Ab Tak Teri Ulfat Ka Nishaan Baqi Hy, Jurm-e-Toheen-e-Mohabbat Ki Saza De Mujh Ko, Kuch Tou Mehroomi-e-Ulfat Ka Sila De Mujh Ko, Jism Se Rooh Ka Rishta Nahi Toota Hy Abhi, Haath Se Sabar Ka Daaman Nhi Chootha Hy Abhi, Abhi Jalty Huey Khwabo’n [...]
Tumhara Sath Agar Mill Jaye
Kaho To Laut Jate Hain! Abi To Bat Lamhon Tak Hai Sadiyon Tak Nhi Ai, Abi Muskan Ki Nobat B Honton Tak Nhi Ai, Abi Tak Koi Majboori Khyalon Tak Nhi Ai, Abi To Gard Pairon Tak Hai Baalon Tak Nhi Ai, Kaho To Laut Jate Hain! Tumhara Sath Gar Mil Jaey To Zmane Se [...]
Zamin waloun say yeh keh kar
Zamin walon se ye keh kar falak se dhal gya SURAJ…. Ujaalay bant denay se ujaala kam nahin hota.
Jafa jo ishaq mai hoti hai
Allama M Iqbal Jafa jo ishq me hoti he wo jafa he nhi sitam na ho to muhabat me kuch maza he nahi ( SO don’t wari diwano)
Ehsas by Wasi shah
Wasi Shah farmate hain “Apne ehsas se choo ker mujhe sandal kerdo… Main jo sadyon se hon adhura mujhe mukammal kerdo Tumhin wasta meri mohabat ka mujh per ek karam kerdo Sirf inta batao k.. . . . . . . . kis ne kaha tha k pepsi per 5 rupe kem kerdo???”
RAHON Mein Dhoka na dena
In ulfat Ki RAHON Mein Dhoka na dena, ….! Ay-Dost !…. Mera Yakeen Tujh Pe aisa hai Jese Pathan ka Naswar Par…..
tujhe alwida bhi na keh saka
*Wo judai bhi kitni ajeeb thi k tujhe alwida bhi na keh saka.., Teray dil mein rehne ka khayal tha tere sheher mein bhi na reh sakay.. Alone Prince.
zarray hawa k sath
Urnay lgay wajood k zarray hawa k sath Main is qadar khaloos se bikhra kbi na tha Doob gya suraj k sath mera dil be aaj Itna udaas sham ka manzar kbi na tha. More Hindi Poetry
