Messages, Urdu Sms, Free sms, Karo sms, collection of messages and much more

Zamin waloun say yeh keh kar

Zamin walon se ye keh kar falak se dhal gya SURAJ…. Ujaalay bant denay se ujaala kam nahin hota.

Jafa jo ishaq mai hoti hai

Allama M Iqbal Jafa jo ishq me hoti he wo jafa he nhi sitam na ho to muhabat me kuch maza he nahi ( SO don’t wari diwano)

Ehsas by Wasi shah

Wasi Shah farmate hain “Apne ehsas se choo ker mujhe sandal kerdo… Main jo sadyon se hon adhura mujhe mukammal kerdo Tumhin wasta meri mohabat ka mujh per ek karam kerdo Sirf inta batao k.. . . . . . . . kis ne kaha tha k pepsi per 5 rupe kem kerdo???”

RAHON Mein Dhoka na dena

In ulfat Ki RAHON Mein Dhoka na dena, ….! Ay-Dost !…. Mera Yakeen Tujh Pe aisa hai Jese Pathan ka Naswar Par…..

tujhe alwida bhi na keh saka

*Wo judai bhi kitni ajeeb thi k tujhe alwida bhi na keh saka.., Teray dil mein rehne ka khayal tha tere sheher mein bhi na reh sakay.. Alone Prince.

zarray hawa k sath

Urnay lgay wajood k zarray hawa k sath Main is qadar khaloos se bikhra kbi na tha Doob gya suraj k sath mera dil be aaj Itna udaas sham ka manzar kbi na tha. More Hindi Poetry

Wo Rukhst Ka Sama Yad Rhega

Wo Sham Wo Rukhst Ka Sama Yad Rhega Wo Sheher Wo Safr Wo Makan Yad Rhega Hum Bhol SakTy Hain Na Tujhe Bhol Saken Gy Tu Yad tha, yad hai aor yad rahy ga.

Aik taraf abadi aik taraf qabristan they

Rat ko jab nikley to rastey veeran they Aik taraf abadi aik taraf qabristan they Veeran qabron k yehi bayan they Dekh key chal musafir kabi ham bi insan the.