Messages, Urdu Sms, Free sms, Karo sms, collection of messages and much more
Duniya main…
Kon ujra ho ga bhari duniya mai hamari tarha “Aatish” Wo b na mila humko aur khud ko b hum ganwa bethe.. !!!
Peyar mosam
Dard me koi mousam pyara nahi hota Dil ho piyasa to pani se guzara nahi hota Koi dekhe to humari bebasi FARAZ Hum sabhi k ho jate hain Par koi humara nahi hota.
Meray dard ka mafahoom
Kuch tu hi mery dard ka mafahoom samjh ly “faraz” Yeh hansta howa chehra to zamaany ky liye hai….!! aLonE pRInCe.
Aao mohabbat kertay hain
Ek shararat kertay hain Aao mohabbat kertay hain Hansti aankhoun se keh do Dareya hijrat kertay hain Kuch dil aisay hain jin per Hum b hakumat kertay hain Koi baat to hai mujh main Dushman b izzat kertay hain Zinda rehna hai dushwaar Acha.. to himmat kertay hain
Meri dunia main andhaira
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe
Teri yaadoun kay bikhray
Teri Yaadon K Bikhray Tukrray Chun Kar………. Guzray Maazi Ki Zara Tasweer Mein Bana Loon Apnai Har Khushi Teray Nam Likh Kar Janaan…. Teray Dukhoon Ko Apni Taqdeer Mein Bana Loon
Dua for kamayabi
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga, Aapke har kadam par duniya ka salam hoga, Himmat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai, Ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga.
Tamasha dekha nahi jata
Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata, Humse tuta hua sisa dekha nahijata. Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper, Humse tera utra hua chehara dekha..



