Messages, Urdu Sms, Free sms, Karo sms, collection of messages and much more

Har sawal kay neechay

Ek Sardar ko Exam main Koi Sawal Nahi Aata Tha: Sardar Ne Har Sawal K Neeche ||||||||||||||| Is Tarha Ki Lines Laga Kar Neche Likh Diya. Scratch Kar K Answer Parh Len.

Sardar k ghar chor aaya hai

Sardar k Ghar Chor aaya: Sardar ne dekha To chor Bhaga. Sardar bhagta bhagta chor se b Aagay nikal gaya. ? Sardar: Ek to Chori oper se Hum se Race?

playing chess with donkey

A Sardar was playing chess with his donkey: Friend: Aray Waah! Tera Gadha to bohat Intelligent hai. Sardar: Khaak intelligent hai. 4 Main se 2 to Main Jeeta hon.

Ghar main mera hukam

SardarJi: Ghar mai Mera he Hukam chalta hai. Mai Kehta hon, Garam paani le aao, woh le aati hai, Dost: Garam pani Q? Sardar: Garam pani se Bartan Achay Dhultay hain.

Dono Kaan kat doo

Judge: is sardar k dono kan kat do Sardar: Nhi main andha ho jaon ga Judge: kan katny se andha kese ho jao gy Srdar: chashma tere piyo de kan te lawan ga….

Arrested Sardar

Sardar was arrested for a road accident: Judge: How did accident occur?? Sardar: I don’t know sir I was sleeping.

advance technology

Dear Receiver I am Sardarji virus. Since I am not so Technologically advanced, I am a MANUAL virus. Please delete all the Files on your hard disk yourself and send this E-mail to everyone you know. Thank you very much for helping me. Sardarji virus.

I cannot bear this this

1 pathan ne 1 sardar ko juta mara, sardar:tum ne ye juta ghusay se mara ya mazaq se? pathan: Gushy se. Sardar:Acha hai warna me aisa mazaq bardasht nai karta,,.