Diwali aayi khushiyan laye
Diwali aayi, khushiya laye Bichda tha jinke saath bachpan mein, Phuljadiyan unki yaad laaye. Kya hua agar saath nahi aaj unke Unki yaad liye ye diwali to aaye. “Happy Dipawali”
Diwali ki badhai
Diwali ki badhai Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiyan laayi, Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai. Happy Diwali



