Diwali aayi khushiyan laye
Diwali aayi, khushiya laye Bichda tha jinke saath bachpan mein, Phuljadiyan unki yaad laaye. Kya hua agar saath nahi aaj unke Unki yaad liye ye diwali to aaye. “Happy Dipawali”
Diwali poetry sms
Diwali ek khusiyon ka taivhaar hai, Andhere se ujaale ki aur barkaraar hai, Har koi andhere ko ujaala karne ke liye taiyaar hai, Lekin jo saavdhani rakhe, wahi samajhdaar hai. Koi waqt ka toh koi khusiyon kaa talabgaar hai. Nazre bhicha kar baitha hai, bas aane ka intezar hai Aa jaaye toh paalo isse, Phir [...]



