ghar se mat nikalna

Jis tarha sooraj nikalta he her rat k bad, chand alwida kehta he mulaqat k bad, tum ghar se mat nikalna, warna log kahan ge, Mandak nikal aya barsat k bad.

English main sawal

Koi aankhon se baat kar leta hai Koi aankhon mein mulaqat kar leta hai Bara mushkil hota hai jawab dena Jab koi English main sawal kar leta hai.;-)